I Love You歌詞

添加日期:2023-12-26 時長:04分19秒 歌手:Ash King

Dil ka yeh kya raaz hai
Jaane kya kar gaye
Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
Dil ka yeh kya raaz hai
Jaane kya kar gaye
Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun
Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu
I Love You
Tu ru ru
Yeah yeah
I Love You
Tu ru ru
Yeah yeah
I Love You
Din bhar kare baatein hum
Phir bhi lagey baatein adhoori aaj kal
Mann ki dehleezon pe koi aaye na
Bas tum zaroori aaj kal
Abr main hoon tu aasmaan hai
Paas hai tu par kahaan hai
Zidd meri tu nahin meri aadat hai tu
I Love You
Kabhi kabhi main khud se hoon yeh poochhta
Main tere kaabil bhi hoon kya
Itna toh mujhe hai maloom mil ke tujhe
Behtar main insaan bann gaya
Thoda thoda tujhse seekha
Pyaar karne ka tareeka
Dil ke khuda ki mujh pe inaayat hai tu
I Love You
Dil ka yeh kya raaz hai
Jaane kya kar gaye
Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye
Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun
Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu
I Love You
更多>

喜歡【Ash King】您也可能喜歡TA們的歌詞…

更多>

最新歌詞