Kyun Chhodh Gaye歌詞

添加日期:2023-09-20 時長:03分43秒 歌手:Ujjaini Mukherjee

作詞 : Devankon Chakroborty/Soham Majumdar
作曲 : Rajkumar Sengupta
Kuch rishtey hain jo tootke bikhre hain
Yaadon mein uske sau sautukre hain
Aankhon se behti hai, boondein yeh kehti hai
Kyun chhodh gaye
Chaya hai charo orh andhera
Har pal tanha kyon dil mera
Sannsein bhi sard hai
Dil me bhi dard hai
Kyun chhodh gaye
Ab to yeh dard hai meri zindagi
Kaise kahun, mera kya haal hai
Ho gayi bezubaan (bezubaan)
Kyun lagta hai aise
Jaise ho tum ek parchayi
Anjana marz tum
Adhura karz tum
Kyun chhodh gaye
Tumhare bina ab hoon main adhuri
Sahi na jaye mujhse yeh doori
Khamoshi har taraf, suni hai
Tanha hai meri duniya
Ab to yeh dard hai meri zindagi
Kaise kahun, mera kya haal hai
Ho gayi bezubaan (bezubaan)
Kyun lagta hai aise
Jaise ho tum ek parchayi
Anjana marz tum
Adhura karz tum
Tum gaye kahan
Tanha main yahan
Tum gaye kahan
Tanha main
Ab to yeh dard hai meri zindagi
Kaise kahun, mera kya haal hai
Ho gayi bezubaan (bezubaan)
Kyun lagta hai aise
Jaise ho tum ek parchayi
Anjana marz tum
Adhura karz tum
Anjana marz tum
Adhura karz tum
Kyun chhodh gaye
更多>

喜歡【Ujjaini Mukherjee】您也可能喜歡TA們的歌詞…

更多>

最新歌詞