Kabhi Jo Baadal Barse歌詞

添加日期:2022-02-17 時長:04分15秒 歌手:Arijit Singh

Kabhi jo baadal barse
Main dekhun tujhe aankhen bhar ke
Tu lage mujhe pahli barish ki dua
Tere pahlu mein reh loon
Main khud ko pagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiya.
Koi nahi tere siwa mera yahan
Manzilein hain meri to sab yahan.
Mita de sabhi aaja faasle
Main chahoon mujhe mujhse baant le
Zara sa mujh mein tu jhaank le
Main hoon kya
Pahle kabhi na tune mujhe gham diya
Phir mujhe kyun tanha kar diya
Guzaare the jo lamhe pyaar ke
Hamesha tujhe apna maan ke
To phir tune badli kyun ada
Yeh kyun kiya
Kabhi jo baadal barse
Main dekhun tujhe aankhen bhar ke
Tu lage mujhe pahli barish ki dua
Tere pahlu mein reh loon
Main khud ko pagal keh loon
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiya.
更多>

喜歡【Arijit Singh】您也可能喜歡TA們的歌詞…

更多>

最新歌詞